Ramzan ke Faide 2

Maulana Asif Bombay Wala ne Quran e Kareem ki Ayat se Bayan ki shuruaat ki jisme Allah Rabbul Izaat ne Roze ki farziyat ki Wajeh bayan farmayi hai لعلكم تتقون taake tumhare andar Taqwa paida hojaye.

Maulana ne farmaya ke Allah Ta’ala ka dar, Allah Ka Khaufa aur Nafarmani karte waqt ye Istihzaar ho ke Mera Rab Mujhe dekh raha hai.

Dauran-e-Bayan Maulana ne Hadees e Paak me jo ye kaha gaya hai ايمانا و احتسابا ke Jo roza Iman ke sath aur sawab ki niyyat se rakhta hai uske Pichle Gunah Bakhsh diye jayenge. Iski Bhot hi umdah Tashreeh ki hai.

Mazeed Ramazanul Mubarak ke Mutalliq Aham Bayanaat suniye

Add comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Meks Ads